This is the First poem i wrote in 2006 , but nowadyas feeling the same :-(
Na Khushi Mili , Na gum hi mila
Na ghaaw bhare, Na jhakhm hi hua
Tarasti rahi ye aankhen Sukoon ke liye
Par na jaane kab ye dil yun hi tanha hua.
Khwaab Sajaye Darpan ke saamne
Par aaj apne hi "Aks" se saamne hua.
Apne dil ka haal hum kese bayaan kare,
Jab hasne wala saara sansaar hua.
Pata nahi Kiski saja humien mil rahi hai,
Ki aaj khuda bhi humse Naaraj hua .
Na Khushi Mili , Na gum hi mila
Na ghaaw bhare, Na jhakhm hi hua
Tarasti rahi ye aankhen Sukoon ke liye
Par na jaane kab ye dil yun hi tanha hua.
Khwaab Sajaye Darpan ke saamne
Par aaj apne hi "Aks" se saamne hua.
Apne dil ka haal hum kese bayaan kare,
Jab hasne wala saara sansaar hua.
Pata nahi Kiski saja humien mil rahi hai,
Ki aaj khuda bhi humse Naaraj hua .

No comments:
Post a Comment